Hello friends aaj ham ye sikhenge ki “Android phone me Internet Speed कैसे Show करें” , How can I check my Internet speed on Android?, How do I check my Internet speed on my phone? , how to enable internet speed meter in android, how to show internet speed on status bar without app.

Android phone me Internet Speed कैसे Show करें
Aayiye ham jante hai ki ek kaise ham ek small si setting ki help se ise enable kar skte hai kyo ki kabhi kabhi hmare samne wo setting rehne ke baad bhi ham nahi kar pate hai . Ek bahut hi easy tarika hai jise aap 2 min me kar sakte ho.
Iske liye aapko niche diye gye steps follow krna hai, jiski madad se aap ye aasani se kar skte ho.
- First go to setting of your smart phone
- Then select ” STATUS BAR AND NOTIFICATION” , in some mobile it is mentioned as ” Notification and Status Bar” . So do not be confuse. Its easy to check.
- Then check for ” Network speed” . In some mobile it is mentioned as “CONNECTION SPEED”.
Upar bataye gye option ke according aap uska selection kare then aap easily dekhenge ki bina kisi app ki madad se kaise aap apne notification yani ki apne mobile ke upar network ya internet speed easily show kar sakte hai.
Mobile me internet speed kaise check kar sakte hai?
Mai upar batye gye sare process ke liye aapko screenshot dene ja raha hu . jise aap dekh sakte ho aur use follow kar sakte ho.

Aap upar diye screenshot me STATUS BAR AND NOTIFICATION KA OPTION DEKH SAKTE HO . Use select krne ke bad aap niche screenshot dekhkr select kare.

Aap upar dekh sakte ho ek NETWORK SPEED ka option hai jo ki kabhi kabhi off rehne se net speed show nahi hota hai . isliye use on kar de .
Aap dekh skte ho ki mere mobile me WIFI to connect hai but speed show nahi ho rahi hai .
Ab jaise hi main ise ON karunga net speed show hona suru ho jayega. Jise aap niche screenshot me dekh sakte ho.

Ab aap dekh sakte ho upar mobile me 0.10kb/sec show ho raha hai . Es tarah aap aasani se net speed show kar sakte ho.
Fir bhi yadi koi problem aa rahi to aap hame iski jankari comment karke de skte hai taki mai isme kuch aur article likh saku jise ki aapki madad ho sake.
Dosto ye maine khud try kiya hai fir es par maine ye blog likhi hai. Mujhe pata hai ki ye bahut hi chhoti si topic hai but kabhi kbhi ham ek chhoti si chij ke liye bahut paresan hote hai.
Isliye maine socha ki ye aapse share ek blog ke madhyam se karu jise ki sabko fayada ho sake.
Dosto mujhe bharosa hai ki ye jankari aapko achhi lagi hogi. Isi tarah ki jankari pane ke liye aap mere es website ko bookmark kar sakte hai jaha mai bahut sari jankari tech , hindi shayari, blogging se related jankari deta rehta hu.
Aap menu bar me jakar aur bhi jankari padh sakte hai aur mujhe comment box me comment karke bataye ki kaun si janakri aapko sabse achhi lagi aur kis tarah ke article aap mere website me padhna chahte hai.
Phle mai english me blog likha karta tha , fir maine realize kiya hindi me blog ki numbers kafi kam hai and jo hindi language wale hai unhe inki jayda jarurat hoti hai isliye maine hindi me likhna suru kiya hai.
Hmare es website me aap aasani se bahut sare blogs pa sakte ho. Miane kosis ki hai ki aapko sari jankaro de saku .
Iske lye hi maine bahut sare topics choose kiye hai . Aur mujhe bharosa hai ki ek chhote se village ke blogger ko aapka sath milega jise ki maine aage badh saktunga.