YouTube video Monetize :-Hello friends aapka fir se mere naye blog me swagat hai jisme aap sikhenge ki “Coronavirus wale youtube video ko kaise monetize kare”Coronavirus वाले वीडियो को कैसे monetize करे ?
Live proof . Ye bahut hi aasan tarika hai jise aap karke within 12-24 hour apne coronavirus se related video ko mentize kar sakte ho.

Steps to be follow to monetize Corona Video
Chaliye dosto aapko step by step batate hai ki aap kaise monetize kar skte ho. Sabse pahle aap dekhoge ki jo bhi video aapne corona par banaya hai wo sare video ke samne yellow dollar($) ke sign bane hue hai. Jisme LIMITED likha hoga. Bas aapko yahi green me lana hai jise ki aapka YouTube video monetize ho jayega.

To aapko yahi karna hai ki jis bhi video me aapka ads limit hai use analytics me open kare .Fir
- edit me click kare .
- uske baad monetization tab me jaye.
- Jaha apko monetization ON/OFF dikhega , jo ki aap pahle se ON kiye hue honge .
- Ab aapko usi me ek monetization tab me hi ” Review Request” ka option dikhega.
- Ise hi confirm karna hai .
- Aur aapka video within 12 hour-24 hour monetize ho jayega.

Yadi 24 hour ke andar coronavideo monetize nahi hua to kya kare?
iske liye friends. aapko jana hoga apne YouTube studio me jahan par aapko sabse niche left side me ” SEND FEEDBACK” ka option dikhega , Jahan aap click karoge to aapko kuch likhna hoga aur yeelow dollar wale video ka screenshot uske sath attach karke apna explanation likhe .
WATCH THIS COMPLETE VIDEO FOR MORE INFORMATION.
Like- Sir this video is very informative and it can make people aware from coronavirus. You can watch this video and monetize after confirmation. Ye likhne ke baad jald hi aapka video monetize ho jayega.
Which coronavirus videos can be monetized?
Coronavirus ki kaisi video monetize ho sakti hai ? Kya hai guideline jise follow karna hoga. Ji haan frds chaliye ab jante hai ki kaise hm coronavirus wali video banate samay YouTube ki policy kya hai aur unka khyal rakhna hoga?
Iske liye aapko koi bhi rumor ya galat video nahi dalni hogi , ya fir direct hospital ka liya hua video jisme ki patient bimar ya cough kar raha ho. Jyada jankari ke liye niche diye gye link ko open kare . jisme ki aapko sari jankari mil jayegi . Uske according hi yadi aapka video hai to hi monetize hoga ya fir nahi.
Monetization update on COVID-19 content:- Read here
MUST READ THIS ARTICLE:- More YouTube tips