Sirf 2 minute me Free domain name kaise kharide 1 year ke liye (buy a free domain) ye live proof ke sath aap dekh sakte hai aur aap bhi Free domain 1 year ke liye bilkul free me kharid sakte ho. Bas niche diye gaye process ko follow kare. Mai aapko live proof ke sath ek free .com domain buy karke dikhata hu. Sath hi aapko milega Free domain for 1 year ke sath Free me SSL , EMAIL aur bahut sara kuch.

Isliye aapse request hai ki aap article achhe se padhe taki koi bhi steps aap miss na kare. Aur aap bhi free me 1 year ke domain buy kar sake. Bahut hi aasan tarika batane ja raha hu. Kindly follow the steps below.
Free domain name 1 year ke kaise kharide | Buy domain with free ssl
- Free domain for 1 year buy karne ke liye niche diye gaye link me click kare
- Click on this link – Click here to buy free domain
- Uske baad aapke samne niche diye screenshot ke jaisa ek new window open ho jayega
- Jaha aapko START FOR FREE me click karna hai jaisa ki niche screenshot me dikhaya gaya hai

- Start for Free me click krne ke baad ek new window open hoga jaha aapko aapke information dalne hai jaisa ki niche screenshot me dikhaya gaya hai.
- Jaisa ki aap niche dekh sakte hai waha Business category me aapko “”Web Services likhna hai”” aur uske niche Name of your business me aap jo free domain name buy ya kharidna chahte hai uska nam likhe.

Free domain buy karne ke liye website/ buy free domain name india
- Uske baad continue press kare
- Uske baad apne details dale aur Continue me click kare
- Aaap right side me dekh sakte hai jaha aapko koi bhi charge nahi liya gaya hai . Amount zero likha hua hai . Annual term me 120$ likha hua hai . But koi bat nahi yadi aap 1 sal ke liye Free domain buy karna chahte hai toh aap bina kuch soche aap kar le kyo ki aap ek sal ke baad yadi aapki earning ho gayi toh aap ise continue kar sakte hai nahi toh aap ise jab chahe cancel kar sakte hai.
- Yadi aap chahte hai ki koi bhi ek temporary website like event website ya IPL 2020 website banaye toh ye bahut hi achha tool hai jise aap one time use karke kar sakte ho.

- Uske baad jaise hi aap AGREE and Continue karenge toh ab aapko Apne Credit card ya Paypal ka details dalna hoga.
- Ab aapko paresan hone ki jarurat nahi hai . Meri baton ko dhyan se sune aur use follow kare
- Abhi aap article ko skip na kare, bahut hi aasan tarika batane ja raha hu . Jiski madad se aap kar sakte ho . Dosto jaisa ki maine kaha ki Free Domain to aapko ek bhi paisa nahi lagega for 1 Year .
- Ab aapko kya karna hai yadi aapke pass koi bhi credit card hai toh aap use daliye , aur paresan na ho kyo ki maine aapko phle hi bola hai ki ye sari chijen cancel ki ja sakti hai kabhi bhi
- Aur Yadi credit card nhai hai to bas koi bhi ek Paypal account bana le kyo ki ye sirf Paypal account ka details mangti hai , Es account ko active hona jaruri nahi hai .
- Ab aap niche diye gaye video ki madad se easily aap PayPal account create kar sakte hai . Isi bahane aapka PayPal account ban jayega . Aaj ke dino me PayPal bahut hi jaruri ho gaya hai jiski madad se aap koi bhi domastic ya international Transaction bahut hi easily kar sakte ho.
PayPal account kaise banaye
- Paypal account me aap koi bhi card details na dale , Ab ye kabhi bhi aapke permission ke bina amount deduct nahi kar sakti hai.
- Aur aap ek saal se phle kabhi bhi aap Free domain name ko cancel kar sakte hai .
- Uske baad apne email ko confirm kar le

- Uske baad aap apni domain search kare jo bhi avaialble ho use find karke le le.
- Niche aap dekh sakte ho domain name select karne ke baad ye aapka ho jayega.

Free domain kaise cancel kare
Ab aapne domain purchase kar liya hai ab aap apne dashboard me jakar apne subscription me jakar kabhi bhi cancel kar sakte hai.

- Upar jaisa dikhya gaya gya hai uski madad se aap aasani se cancel kar sakte hai . Even aap payment mode bhi change kar sakte hai.
- Uske baad kuch der ke baad aapka Domain bhi active ho jayega . Yahoo ki or se 72 Hour ka time diya jata hai but ye use phle hi active ho jata hai . Jaise hi aap ise apne hosting ke sath add karenge.
Conclusion for how to buy free domain name
Mujhe viswaas hai ki aapko ye article buy free domain online , buy domain name with free email, how to buy free domain, free domain name, free domain name registration bahut hi achha laga hoga . Since ye yahoo ki product hai isliye ham es par bharosa kar sakte hai . Ab aap easily Domain bana kar sal bhar me 100$ se bhi jyada earn kar sakte ho.
Aap apne comment niche karke bataye taki mai apke liye aur bhi achha article la saku . Mujhe motivation milegi aapke comment se taki ye ek chhote se village ka boy aage badh sake.
1 thought on “1 year के लिए Free domain buy कैसे करें | Free SSL”