WordPress comments disable कैसे करें

Sirf 2 min me aap apne WordPress comments disable kaise kare ye jan sakte hai aur ise easily kar sakte hai. To chaliye jante hai ki only 1 min me aap apne WordPress post me comment ko disable kar sakte hai.

WordPress comments disable kaise kare

WordPress comments disable की क्या जरुरत है

Kabhi kabhi hamare WordPress post me bahut sare spam message aane lagte hai jisme other users bahut sare spam comment karne lagte hai jise hame WordPress comments disable ki jarurat hoti hai.

Steps to disable comments on WordPress post

How to disable WordPress comments in hindi

Iske liye bahut hi aasan tarika batane ja raha hu. Aapko niche diye gaye steps ko follow karna hai

  1. Sabse pahle aap apne WordPress admin panel open kar le .
  2. Uske baad niche diye gaye screenshot ke according “”DISCUSSION”” me click kare .
WordPress comments disable kaise kare
  • Discussion me click krte hi aapke samne ek new window open ho jayega jahan aap bahut sara settings dekh sakte ho.
  • Other comment settings on WordPress me aap dekh sakte hai aapko comment se related bahut sara settings diya hua hai
  • Yaha aap apne according comment ko chahe toh disable enable kar sakte hai
  • Yadi aap chahte to hmesa ke liye WordPress comments disable kar sakte hai ya kisi particular time ke liye kar sakte hai
  • Un sare settings ko aap jaise hi select karenege waisa hi show ho jayega
  • Chaliye aapko dikhate hai ki yadi ham kuch aisa setting karna chahte hai ki 7 days older post on WordPress me comment ka option disable ho jaye to ham kya setting kar sakte hai?
  • Aisa setting ham tab kar sakte hai jab kisi WordPress post me continue spam comments aate rehte hai . To uske according ham setting kar sakte hai
WordPress comment settings kaise kare
  • Other comment setting me aap jo bhi option dekh rahe ho wahi main setting hai jiski madad se aap sara setting ko kar sakte ho jise ki WordPress comments disable ho jayega.

Users must be registered and logged in to comment

Upar diye gaye option ko yadi aap select karenge toh wahi user comment kar sakta hai jo ki WordPress ka registered user ho.

Automatically close comments on posts older than…… days

Mai isi option ki bat kar raha tha jiski madad se aap jitna chahe utne dino ke post ke liye aap comment ko disable kar sakte hai .

Suppose that yadi aap chhate hai ki aapko aise WordPress post ke liye comment disable karna hai jo ki 7 days old ho. Wo post jaise hi 7 days old hoga . Us post se Comment disable ho jayega.

Before a comment appearsBefore a comment appears Comment must be manually approved

Ye upar di gayi setting jarur kare kyo ki ise aapke website me direct koi bhi spam comment nahi show karega . Ise karne se aap dekhkar hi approve karenge tabhi comment approve hogi aur show hogi.

Kyo ki yadi aapke website ke kisi bhi post me spam comments ya link aa jayenge to aapke website ki performance bahut ki kharab ho jayegi. Jise ki aapke website views kafi kam aane lagenge. Es post me hamne aaj discuss kiya ki

  1. WordPress disable comments completely
  2. WordPress comments disable kaise kare jise ki ham apne according comments ko kuch din ke liye enable kar sake.
  3. WordPress post se comment ko disable kaise kare
  4. WordPress post me spam comment ko aane se kaise rok sakte hai
  5. prevent spam comment on WordPress post kaise kare
  6. WordPress Spam comment ko limit kaise kare
  7. WordPress comment settings kaise kare
  8. How to disable WordPress comments in hindi

YouTube Video for WordPress comments disable kaise kare

How To Enable and Disable Comments In WordPress Pages And Posts

WordPress comment disable kaise kare

Niche diye gaye video ko dekhkar aapka jo bhi bacha hua doubt hai wo bhi sara clear ho jayega. Niche diye gaye video ko dekhe aur Sara doubt clear kare. Aur apne WordPress site ki performance thik kar le taki jayda se jyada views aa sake.

Conclusion

Mujhe asha hai ki aapko WordPress comments disable kaise kare ye achhe se pata chal gaya hoga . Aap apne comment pls comment box me dekar mera hosla badhaye taki mujhe motivation mile aur isi tarah ki blogging se related jankari ke liye hamre website ko visit kare.

1 thought on “WordPress comments disable कैसे करें”

Leave a Comment

x